Ek Naye Zamane Main Inqalab Ayega
Jis Ghari Mara Mola Be Naqab Ayega
Jab Afaq Par Narjis Ka Mhatab Ayega
Us Ke Khaire Maqdam Ko Aftab Aye Ga
Kis Ne Kitna Lota Hai Kis Ne Kitna Khaya Hai
Wo Fidk Ka Laine Ko Sab Hisab Ayega
Ghar Se Jo Bhi Nikle Ga Nam Murtaza La Kar
Har Muhaz Se Vaps Kamyab Ayega
Jis Ki Pak Khushbu Se Kul Jhan Mheke Ga
Gulsita Main Narjis Ke Wo Gulab Ayega
Mug Mug Dariya Ki Keh Rahi Hai Aye- Rabab
Ban Ke Wo Arize Ka Khud Jawab Ayega................

No comments:
Post a Comment